Make your own free website on Tripod.com
Woh Beete Din Yaad Hain
Woh Palchhin Yaad Hain
Guzaare Tere Sung Jo
Lagake Tujhe Ang Jo
Woh Muskana Tera
Woh Sharmana Tera
December Ka Sama
Woh Bheegi Bheegi Sardiyaan
Woh Mausam Kya Hua
Na Jaane Kahan Kho Gaye
Bus Yaaden Baaki

Woh Beete Din Yaad Hain
Woh Palchhin Yaad Hain
Guzaare Tere Sung Jo
Lagake Tujhe Ang Jo
Mujhse-Lipatna Tera
Aur Sir-Jhukana Tera
Abhi Hai Dil Mein Mere
Hothon Ki Woh Narmiyaan
Aag Lagake Tum
Na Jaane Kahan Kho Gaye
Bus Yaaden Baaki
Back To Main Page