Film - Taal
Singers - Alka Yagnik, Sukhwinder Singh

Na Jaane Dil Wich Ki Aaya,
Ek Prem Pyala Pi Aaya
Maein Ji Aaya, Maein Ji Aaya
Maein Prem Pyala Pi Aaya
Oye Ramta Jogi Hoye Hoye...

Maein Prem Da Pyala Pi Aaya
Ek Pal Mein Sadiyaan Ji Aaya
Oye Ramta Jogi Hoye Hoye...
Maein Prem Da Pyala Pi Aaya
Ek Pal Mein Sadiyaan Ji Aaya
Saari Madhushala Pi Aaya
Ek Pal Mein Sadiyaan Ji Aaya
Maein Pi Aaya, Maein Pi Aaya, Maein Pi Aaya
Ja Pi Aaya, Maein Ji Aaya
Oye Ramta Jogi Hoye Hoye...
Tu Ramta Jogi Hoye Hoye...

Tu Prem Da Pyala Pi Aaya, Ae Tere Dil Wich Ki Aaya
Saari Madhushala Pi Aaya
Ek Pal Mein Sadiyaan Ji Aaya
Maein Pi Aaya, Maein Pi Aaya, Maein Pi Aaya
Ja Pi Aaya, Maein Ji Aaya
Tu Ramta Jogi Hoye Hoye...
Oye Ramta Jogi Hoye Hoye...

Ye Jog Liya Kis Kaaran, Ye Rog Liya Kis Kaaran
Ho, Ek Jogan Dekhi Basti Mein, Ek Mauj Uthi To Masti Mein
Dil Bhi Aaya, Maein Pi Aaya, Maein Prem Pyala Pi Aaya
Maein Pi Aaya, Maein Ji Aaya, Maein Prem Pyala Pi Aaya
Maein Ji Aaya
Tu Ramta Jogi, Tu Ramta Jogi, Jogi Jogi Jogi
Ho, Man Mein Lagan Ye Jaagi, Jag Chhoota
Hoye Hoye, Jag Chhoota Jiya Maein Raagi
Ye Baat Wahan Tak Na Pahunchi
Ye Chot Jiya Tak Na Laagi
Ho, Ye Dard Zuban Tak Na Aaya
Yeh Tere Dil Wich Ki Aaya

Saari Madhushala Pi Aaya
Ek Pal Mein Sadiyaan Ji Aaya
Maein Pi Aaya, Maein Pi Aaya, Maein Pi Aaya
Ja Pi Aaya, Maein Ji Aaya
Oye Ramta Jogi Hoye Hoye...

BACK TO MAIN PAGE